Sub Categories

~Woh Matlab Se Miltey Haiin Aur,
Hameiin Siirf Milney Se Matlab Haii .. ‘



~Maloom Hota Haii Bhool Gey Ho Shayad,
Yaah Phiir Kmaal Ka Sabar Rakhtey Ho .. ‘

~Terii Soorat Ko Jab Sey Dekha Haii,
Merii Aankhon Pe Log Martey Haiin Tab Sey .. ‘

~Ek Dusre Sey Mil Kar Porrey Hote Haiin,
Adhii Adhii Ek Kahani Haiin Hum Dono .. ‘


~Jisam Chune se Mohabbat Nahi Hotii Yeh Woh Jazba Hai Jisay Emaan Kehtey Hain .. ‘

~Terey Baad Nazar Aati Nahi Mujhe Ab Koi Manzil,
Kisi Aur Ka Ho Jana Ab Merey Bas Mein Hi Nahi .. ‘


~Woh Roz Jorhtah Haii Mujhe,
Phiir Se Torhney Ke Liiye .. ‘


~Mil Jaye Ager Fursat Toh Parhna Zaroor Mujhe,
Nakaam Zindagi Ki Mukammal Kitaab Hun Meiin .. ‘

~Aaj Ki Shaam Bhii Qayamat Kii Tarha Guzrii,
Na’Jane Kya Baat Thii Har Baat Pe Tum Yaad Ay .. ‘

~Bhool Kar Bhii Na Dena Kandha Mere Janazey Ko,
Kahiin Phiir Ziinda Na Ho Jaon Tera Sahara Samajh Kar .. ‘