Sub Categories

गरीब की इबादत को देख कर,
भगवान खुश हुए और पूछा की क्या चाहिए …??
.
.

भगवान भी शर्मिंदा हो गए जब उसने
कहा “रोटी” …!!



कभी फुलो की तरह मत जीना
जिस दिन खिलोगे
टूट कर बिखर जाओगे
.
जीना है पत्थर की तरह जीयो
जिस दिन तराशे गए
“खुदा” बन जाओगे

~Woh Bole Mohabbat Ka Sagar Bohat Gehra Haii,
Hum Ne Kaha Doobny Wale Kabhi Socha Nahi Kartey .. ‘

-Adat Mujhe Andher’On Se Darne Ki Daal Kar,
Aik Shakhs Meri Ziindagi Ko Raat Kar Gaya .. ‘


Shikayatein toh bahut hai tujh se eh zindagi…
Par tune jo diya…woh bhi bahut toh ko nasseb nahi….

-Kuch Es Tarah Se Naraaz Haii Woh Humse,
Jaiise Unhe Kisii Aur Ne Mna Liiya Ho .. ‘


-Kitnii Pagal Hoon Naa Meiin ..?
Kay Tum Se Waffa Kii Umeed Rakhti Hoon .. ‘


-Unse Kehdo Hamarii Sazza Kuch Kam Kardey,
Hum Mujrim Nahii Bas Galti Se Ishq Hua Haii .. ‘

-Mein Qabiil’E-Nafrat Hoon To Chhod,
Do Mujh Ko Magar Yoon Mujhse,
Dikhawe Ki Mohabbat Na Kiya Karo .. ‘

न रुकी वक़्त की गर्दिश और न ज़माना बदला……!!
.
.
पेड़ सूखा तो परिन्दों ने ठिकाना बदला……!!